Tere Honton Ki

Tere honton ki kabhi muskurahat na jaye,

Teri palkon mein kabhi ansu na aye.

Teri rah mein hon kante jo kabhi,

Main hath rakhon aur tu guzar jaye.

Comments are closed.